1- Allah ki zaat par bharosa karne
wala kabhi nakaam nahi hota.
2- Kisi ka raaz talash mat karo,
maloom hojae to phelao nahi.
3- Koi bhi musibat parne par
maut ki tamanna na karo.
4- Insan ka sabse bada dushman
uske bure dost hai.
5- Kisi ko khush karna naiki hai.
6- Allah us shakhs ko abaad
karta hai jo hadees sunn
kar dosron tak pohchaye.
No comments:
Post a Comment