" Budha budhi ki kahani."
1 budha aya
sath mein 1 budhiya laya.
Hotel mein ja ke waiter ko bulaya,
dono ne apna apna order
mangaya.
Pehle budhe na khaya
budhiya ne pankha hilaya.
Phir budhiya ne khaya
budhe ne pankha hilaya.
Ye dekh ke waiter sharmaya
aur usne farmaya
Ae Laila Majnu ke maa baap,
tum dono mein itna pyar hai to
khana 1 sath kyun nahi khaya?
Is par budhe ne farmaya
" Jaani " tera sawaal to naik hai,
par hamare pas daanton
ka set sirf aik hai..!!
No comments:
Post a Comment