Aaj ki pyari baat :
" Bacha duniya mein sirf 1
hunnar lekar ata hai,
wo hunnar hai Rona
aur
usey kuch nahi ata.
Aur wo us hunnar se
apni Maa se sab kaam
mana leta hai.
Is liye apne Rab ke samne
Rona seekho
aur apne Rab ko mana lo.
Jo 70 Maaon se bhi
ziada pyar karne wala hai.
No comments:
Post a Comment