Jannat ki aurton aur hooron ki khas
khubi ye hai ke woh nigahein neeche
rakhne wali hain.
( Surah-e-Rehman )
Aur apni zaib-o-zeenat zahir na
karein siwae uske jo azkhud zahir
ho jaye.
( Surah-e-Noor )
Agar tum Allah se darne wali ho to baat
mein naram andaaz na ikhtiyar karo ke
dil ki kharabi mein mubtala koi shakhs
lalach mein parr jaye.
( Surah-e-Ahzab ).
No comments:
Post a Comment