Nokrani se bartan toot gaya to Malkin ne kaha :
Kamini ye kya kiya tu ne ?
Kamini ye kya kiya tu ne ?
Bacha : Mama ye kamini kya hai ?
Maa ye sochte hue ke bacha gali na seekh jae
kaha : " Sehat mand."
Agle din phir 1 aur bartan toot gaya ,
malkin ne phir se gali di :
Haramzadi phir bartan tor dya.
Bacha : Maa, haramzadi kya hai ?
Maa : " Kamzor."
1 din bachey ki nani beemar hogai,
bacha maa ke sath nani ko dekhne gaya aur kehne laga :
Mama, pehle nani itni Kamini thin,
Mama, pehle nani itni Kamini thin,
ab kitni Haramzadi hoti jaahi hain. :D ;p


No comments:
Post a Comment