4 logon ne Hazrat Ali Razi Allah Taalah Anha se 1 sawal kiya aur kaha ke hum sab ko alag alag jawab dein.
Sawal : Ilm behtar hai ya dolat ?
Jawab :
1 : Ilm behtar hai kyun ke maal kharch karne se ghat jata hai aur ilm kharch karne se barhta hai.
2 : Ilm behtar hai kyun ke maal ki tum hifazat karte ho aur ilm tumhari hifazat karta hai.
3 : Ilm behtar hai kyun ke ilm wale ke dost ziada aur maal wale ke dushman ziada hote hain.
4 : Ilm behtar hai kyun ke il Nabion ki wirasat hai aur maal Firown aur Namrood ki wirasat hai.
No comments:
Post a Comment