Usne mujhe chaha hi nahi
main chahat samajh betha,
Ghalti meri thi.
Uski pal bhar ki muskurahat
ko pyar samajh betha,
Ghalti meri thi.
Wo to meri thi
Usne kaha bhi tha koi aur hai
meri zindagi mein
Main hi khud ko uski zindagi
mein samajh betha,
Ghalti meri thi...
No comments:
Post a Comment